Faça login para habilitar sua assinatura e dê adeus aos anúncios

Fazer login
exibições de letras 205

Nahin Hona Tha

Alka Yagnik

o rabba o rabba
ye mohabbat bhi ek ibaadat hai
aur ye ibaadat bhi ek mohabbat hai

ye bhi deewangi hai vo bhi deewangi hai
ye bhi dil ki lagi hai vo bhi dil ki lagi hai
mujhko kya ho gaya sabko hairangi hai
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
nahin hona tha
arre nahin hona tha
arre nahin hona tha nahin hona tha nahin hona tha
arre nahin hona tha
arre nahin hona tha
nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar

nahin hona tha
arre nahin hona tha
nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar

is pyaar ke ye kis mod par
vo chal diye mujhko chhod kar
aage ja na sakoon peechhe ja na sakoon
gam dikha na sakoon gam chhupa na sakoon
gam dikha na sakoon gam chhupa na sakoon
saamne mere aag pe dariya doobke jaana paar
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar

zamaana dilon ko nahin jaanta hai
zamaana ko ye dil nahin maanta hai
nahin aur koi faqat ishq hai vo
jo aashik ki nazron ko pehchaanta hai
jo aashik ki nazron ko pehchaanta hai
ab waqt faisle ka nazdeek aa gaya hai
kya faisla karoon main dil ne to ye kaha hai
dil dil dil ne to ye kaha hai
dil dil dil dil ne to ye kaha hai
jeene ka hai shauk to marne ko ho ja taiyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar

vaapas kar aayi baabul ko main shaadi ka joda
maine pyaar ko pahan liya hai pyaar ko sar pe odha
phek di maine gali mein jhoothi rasmon ki angoothi
tod diye sab laaj ke pehre main har kaid se chhooti
pag pag thokar khaaon chalti jaoon akhiyaan meeche
aage mere saajan ka ghar duniya reh gayi peechhe

aayi ki dua maango main bichhda yaar mujhe mil jaaye
mere teeron murshid mera pyaar mujhe mil jaaye
apne lal dupatta maine dil ke khoon se ranga
apne lal dupatta maine dil ke khoon se ranga
ye sangam ho jaaye saagar se mil jaaye ganga
saagar se mil jaaye ganga
saagar se mil jaaye ganga
saagar se mil jaaye ganga
nahin hona tha nahin hona
nahin hona tha nahin hona
nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
nahin hona tha nahin hona
nahin hona tha nahin hona
nahin hona tha nahin hona tha lekin ho gaya
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar
ho gaya hai mujhe pyaar

meri mehbooba meri mehbooba
meri mehbooba meri mehbooba
meri mehbooba
pyaar

Adicionar à playlist Tamanho Cifra Imprimir Corrigir

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Alka Yagnik e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Posts relacionados Ver mais no Blog


Opções de seleção