Ya Baba (Fitna Farebi)
Nakash Aziz
makhtool jigar (ya baba)
qaatil hai nazar (ya baba)
ek mahejabin (ya baba)
ek noor-e-nabi (ya baba)
rab ki rubaai (ya baba)
ya hai tabahi (ya baba)
gardan surahi (ya baba)
boli ilaahi (ya baba)
afghan jalebi
mashooq farebi
ghayal hai tera diwana bhai wah, bhai wah
bandook dikha ke kya pyar karegi
chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah
afghan jalebi
mashooq farebi
ghayal hai tera diwana bhai wah, bhai wah
bandook dikha ke kya pyar karegi
chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah
o dekh darazi (wallah)
banda namazi (wallah)
khel ke baazi (wallah) khaamakha
ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah)
mir ka koi (wallah)
shair suna ke (wallah)
ghoont laga ke (wallah) jaam ka
main raha khan mehaz naam ka
oye lakht-e-jigar (ya baba)
oye noor-e-nazar (ya baba)
ek teer hai tu (ya baba)
main chaak jigar (ya baba)
bandon se nahi to allah se daregi
waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah
bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
chehra bhi kabhi dikhana bhai wah
bhai wah bhai wah bhai
rafa dafa loot gayi fitna farebi
wo meri fitna farebi
wo meri fitna farebi
dafa dafa tang mujhe kitna karegi
o meri fitna farebi, aaye haaye, fitna farebi
rafa dafa loot gayi fitna farebi
wo meri fitna farebi
wo meri fitna farebi
dafa dafa tang mujhe kitna karegi
o meri fitna farebi, aaye haaye, fitna farebi
gul-e-gulzar (ya baba)
mere sarkar (ya baba)
bada manshoor (ya baba)
tere rukhsaar (ya baba)
haaye shamsheer nigahein
chabuk si adayein
nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah
bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah
Comentários
Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra
Faça parte dessa comunidade
Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Nakash Aziz e vá além da letra da música.
Conheça o Letras AcademyConfira nosso guia de uso para deixar comentários.
Enviar para a central de dúvidas?
Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.
Fixe este conteúdo com a aula: