Faça login para habilitar sua assinatura e dê adeus aos anúncios

Fazer login
exibições de letras 266

Hawaon Ne Yeh Kaha

Udit Narayan

Nahin Marna Ganwara Pyaar Mein Tumse Yeh Kehna Hai
Tumhe Bhi Zinda Rehna Hai Mujhe Bhi Zinda Rehna Hai

Kabhi Aasaan Kabhi Mushkil, Ajab Hai Pyaar Ki Raahen
Magar Jo Pyaar Karte Hain, Kabhi Bharte Nahin Aahein

Hawaon Ne Yeh Kaha, Fizaon Ne Yeh Kaha
Aayi Pyaar Ki Yeh Rut Badi Toofaani
Tu Darna Na, Oh Meri Rani
Badle Ga Yeh Mausam Ari Deewaani
Hum Likhenge, Prem Kahani

Kabhi Aasaan Kabhi Mushkil, Ajab Hai Pyaar Ki Raahen...

Gardish Mein Hi Sahi Yeh Sitarey Hum Nasheen
Dhoonde Gi Kal Humein Yeh Baharein Hum Nasheen
Intehaa Pyaar Ki Roz Hoti Nahin
Pyaar Waale Kabhi Sabra Khote Nahin
Mohabbat Ho Jaati Hai, Mohabbat Ki Nahin Jaati
Yeh Aisi Cheez Hai Jo Sab, Ke Hisse Mein Nahin Aati
Hawaon Ne Yeh Kaha Fizaon Ne Yeh Kaha...

Woh Mohabbat Hi Nahin Jis Mein Dil Lut Gaye
Deke Qurbaaniyan Premi Khud Mit Gaye
Soch Le Jaaneman Hum Ko Milna Hai Ab
Aage Peeche Nahin Saath Chalna Hai Ab
Mohabbat Raaz Hai Aisa, Jo Samjhaya Nahin Jata
Yeh Aisa Geet Hai Jo Har Saaz Pe Gaaya Nain Jata
Hawaon Ne Yeh Kaha Fizaon Ne Yeh Kaha...

Adicionar à playlist Tamanho Cifra Imprimir Corrigir Enviar tradução


Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Udit Narayan e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500

Posts relacionados Ver mais no Blog


Opções de seleção